Recent Posts

banner image

How To Make An Application In Hindi 2017 Hinditechgyan

Hellow Dosto Swagat hai Apke Apne Blog Hinditechgyan.com Me Aaj ka hamara Topic hai How to Make An Application Without Coding And Easy way . Dosto Aajkal ke Smart Phone ke Generation me Aap logo ne Dekha Hoga Har kaam sirf Application ke Dwara Hota hai. Apne Bhi kabhi socha hoga ki Application kaise Banti Kya Aap unhe bana sakte hai. To Dosto Aaj ke is Post Me MAi Apke Sare Sawalo Ka jawab Dunga Mera Name Himanshu Saini Hai. 
Dosto Application Banana Ek Kathin Subject Hai Lekin Aaj kal har Kaam Saral Hota Ja Raha HAi isiliye Ek Website Hai Jo Apko Free of Cost Application Bana ke Deti Hai Jo Bahoot Hi Saral Hai Aap Jaisi Application Banana Chahe Bana sakte Hai. To Dosto Aaj Ki Is Post Ko Badhate Hue Mai apko batane JA raha hu kaise Aap bina Coding ke Bahoot ki Quality Application Bana Sakte Hai Hai.
Dosto Jo Website Apko Application bana kar deti Hai Uska Nam Hai AppsGayser.
 Dosto Shuru karte hai Apna Aaj Ka Topic Sabse Pahle Apne Browser Ko Open Kare
Fir Dosto Click Here yaha Click Kare.Click Karne Ke Baad Kuchh Aisa Page Open Hoga Usme Apko Create Now Par Click Karna hai.


How To Make An Application In Hindi 2017 Hinditechgyan


 Dosto Create Now Par Click Karne ke Baad App Jis Prakar Ki Application Banana Chahte Hai Wo Choose Kare. Jaise Mai Apni Website Ke Liye Banana Hai To Mai Website Par Click Karta Hu To App log Website Par Click Kare.





USke Baad apke pass ek Naya Page Open Hoga Jis Me Apko Apne Website Ka URL dalna hai Jaise EX- www.hinditechgyan.com Uske Baad Next Button Par Click Karna Hai.





 Next Button Par Click karne Ke Baad Blog Par Click Karna Hai Jaisa Ki App Image Me Dekh Rahe Honge Meri Website Ka Application Preview ho Raha Hai.




 Uske Baad Aapko Next Button Par Click Kana hai Jaise Image Me Highlight hai.




 Next Button Par Click Karne Ke baad Apko Apni Applicaton ka name Likhna Hoga jaise Mane HindiTechGyan  De Diya Waise app Kuch Bhi NAme Dekar Next Par click Kare.




Name Dene Ke Baad Next Page Me Apse Description Punchega Description Me Aap Us Alication Ke Bare Me Kuchh likhe Aur Next Button Par Click kare.




Next Button par click karne ke baad Aap Us Aplication Ka Icon chenge Kar Sakte HAi Custom Icon par click karke ya app Default Par tik Mark Rahne De Uske Baad Next Button Par Click kare.




 Next par Click Karne Ke Baad Ek naya Page Open Hoga Isme Aap Create Par click Kare.




Create Par click KArne ke Baad Apko Sign Up Karna Hoga Ya App Facebook Se Bhi Connect  Ho Sakte Hai Facebook se connect hone ke liye connect par click kare.




 Uske Baad Dosto kuchh is tarah Ka PAge Open Hoga Jisme Aap Share your app Ke Niche URL par click Kare Ya Agar aap Google Play Store Me Apni Banai Hue Application ko dalna chate hai To Uske Liye Apko Kharch karna Hoga filhaal Mai Download karne Ke Liye URL par click  Par Click Karta hu.




 Iske Baad  Download Par Click Karne Ke Baad Ap Fir Se Download Par click Karke Apni Application Download KAr Sakte Hai Download Par click Karne ke 5 Second Baad Apki Application Download Ho Jayegi.


To Dosto apki Application Ban Chuki Hai Ise App Apne Smart Phone Me Dalkar Check Kar Sakte hai Dosto Ummid Hai Apko Meri Batai gai Steps Samajh me ayi Hongi Agar Koi Dikkat Hai To Aap Simple comment Karke Mujhse Poonchh Sakte Hai.
Dosto Agar Apko Ye Post Acchhi lagi Ho To Share Karna Na bhoole Thanks For Read This Artical.


How To Make An Application In Hindi 2017 Hinditechgyan How To Make An Application In Hindi 2017 Hinditechgyan Reviewed by Himanshu Saini on 12:29 AM Rating: 5

No comments:

Music

2/DOWNLOADS/grid-big
Powered by Blogger.